Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Mahendra Kapoor
Home Mahendra Kapoor
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon main isse aage kya kahoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon oooo soniye oooo mere mahivaal aa aaja oye aaja paar nadi ke mere yaar ka dera yaar ka dera hoye yaar ka dera tere havaale rabba dilbar mera dilbar mera oye dilbar mera raat balaa ki badhata jaaye leharon ka ghera kasam khuda ki aaj hai mushkil milna mera khair karin rabba rabba khair karin rabba khair karin rabba rabba khair karin rabba khair karin rabba rabba khair karin rabba hooooooo saath jiyenge saath marenge yehi hai fasaana oye tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon main isse aage kya kahoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon tu husn hai main ishq hoon tu mujh mein hai main tujh mein hoon kahaan saleem ka rutba kahaan anaarkali kahaan saleem ka rutba kahaan anaarkali ye aisi
tum sabse haseen ho aur sabse jawaan ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho jannat bhi tumhi ho duniya bhi tumhi ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho tum sabse haseen ho shaam sawere dekhun bas ek hi sapna saath mere jab tum ho sab kuchh hai apna ho oo oo raatein bhi apni din bhi apne tum bhi apne saiyyan ho tum sabse haseen ho aur sab se jawaan ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho jannat bhi tumhi ho duniya bhi tumhi ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho tum sabse haseen ho bhool nahin ki maine dil tumko dekar kaun hai iss duniya mein aji tum se behtar ho oo baahon mein meri gunguna ke muskura ke aa jao tum sabse haseen ho aur sab se jawaan ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho jannat bhi tumhi ho duniya bhi tumhi ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho tum sabse haseen ho aaj meri nazron ko hoga na dhokha aaj tumhein hai dil ki aankhon se dekha ho oo oo tum se hi milkar mere dilbar dil ne jana tum kya ho tum sabse haseen ho aur sab se jawaan ho aji meri
tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do aankhon se tumne bhi kitni neenden churaayi hisaab do aankhon se tumne bhi kitni neenden churaayi hisaab do tumne mere masoom dil par kaisa jaadu kar diya tumne mere masoom dil par kaisa jaadu kar diya tumne meri zindagi ko pyaar se kyun bhar diya baaton hi baaton mein kaise jaadu jagaaya jawaab do aankhon se tumne bhi kitni neenden churaayi hisaab do tumko shayad maaloom hoga tum humaare kaun ho tumko shayad maaloom hoga tum humaare kaun ho hum tumhare jo bhi honge tum hamaare kaun ho pehle bhi aisi hi kitni baaten chhupaayi hisaab do tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do jab mile the hum pehle pehle tum to kuchh aise na the jab mile the hum pehle pehle tum to kuchh aise na the tumse mil kar ho gaye yun warna hum aise na the dil mein muhabbat ka tufaan kisne uthaaya jawaab do tumne hansi hi hansi mein kyun dil churaaya jawaab do aankhon se
twinkle twinkle little star how i wonder what you are how i wonder what you are oye twinkle twinkle little star how i wonder what you are how i wonder what you are o twinkle twinkle little staaaaaar how i wonder what you are how i wonder what you are everybody is a fool baby everybody is a fool baby sabhi se jawaani meinnnnn hoti pyaar ki bhool baby o hoti pyaar ki bhool baby oye twinkle twinkle little star how i wonder what you are how i wonder what you are samjhe madam o seedha kar doonga watt baby seedha kar doonga watt baby you mem pachham kiiiiii te main poorab ka jatt baby o te main poorab ka jatt baby singing aa yaa hippi hippi aaye singing aa yaa hippi hippi aaye jack and jill went up the hill to fetch a pail of water jack and jill went up the hill to fetch a pail of water oye jack and jill went up the hill to fetch a pail of water fetch a pail of water oye jack and jill went up the hilllllllllllll main nahin tu hai idiot baby main nahin tu hai idiot baby
usko nahin dekha humne kabhi par iski zaroorat kya hogi aye maa aye maa teri soorat se alag bhagwaan ki soorat kya hogi kya hogi usko nahin dekha humne kabhi insaan to kya devtaa bhi aanchal mein pale tere hai swarg isi duniyaa mein kadmon ke tale tere mamta hi lootayen jiske nayan hooooooo mamta hi lootayen jiske nayan aisi koi murat kya hogi aye maa aye maa teri soorat se alag bhagwaan ki soorat kya hogi kya hogi usko nahin dekha humne kabhi kyon dhoop jalaaye dukho ki kyon ghum ki ghata barse ye haath duwaaon waale rehte hai sadaa sar pe tu hai to andere path mein humen hoooooooo tu hai to andere path mein humen sooraj ki zaroorat kya hogi aye maa aye maa teri soorat se alag bhagwaan ki soorat kya hogi kya hogi usko nahin dekha humne kabhi kehte hai teri shaan mein jo koi unche bol nahin bhagwaan ke paas bhi maata tere pyaar ka mol nahin hum to yahi jaane tujh se badi hooooooo hum to yahin jaane tujh se badi sansaar ki daulat kya hogi aye maa aye maa teri soorat
haaaan aaa aaaaa aaaaaaaa kal tak rab ko bhulaa tha bhulaa tha are kal tak rab ko bhulaa tha ab naam laga hai ratne jab maal laga hai ghatne laga kaleja fatne to khairaat lagi hai batne par chinta ki koi baat nahin nahin hum hain tere saath bilkul are pahucha denge uske kaano tak hum ye teri baat darbaar mein upar wale ke darbaar mein upar wale ke andher nahin par deri hai andher nahin par deri hai darbaar mein upar wale ke andher nahin par deri hai taqdeer ka saara khel hai ye taqdeer ka saara khel hai ye aur waqt ki hera pheri hai aur waqt ki hera pheri hai aur waqt ki hera pheri hai aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa oooooo tujhe jitna pyaar hai daulat se haan ji daulat se utna tu agar daata se kare to har mushkil har ghum pyaare rahe tujhse hamesha pare pare tu chhod de daulat ka chakkar tu chhod de daulat ka chakkar ye teri hai na meri hai ye teri hai na meri hai meri hai wo teri hai ji meri hai ji meri hai meri hai ji meri hai meri hai ji meri hai meri hai meri
ye kali jab talak phool ban ke khile intezaar intezaar intezaar karo intezaar karo ye kali jab talak phool ban ke khile intezaar intezaar intezaar karo intezaar karo intezaar wo bhala kya kare tum jise beqaraar beqaraar beqaraar karo intezaar karo pyaar mein pyaar ki bhi izaazat nahin pyaar mein pyaar ki bhi izaazat nahin berukhi hai aji ye muhabbat nahin aa rahaa hai mazaa tum shiqaayat yahi baar baar baar baar baar baar karo intezaar karo intezaar wo bhala kya kare tum jise beqaraar beqaraar beqaraar karo beqaraar karo husn pe to asar hone waala nahin aaaa husn pe to asar hone waala nahin ishq tum ko na karde deewana kahin hai ye deewangi bhi qubool tum agar humse pyaar humse pyaar humse pyaar karo humse pyaar karo ye kali jab talak phool ban ke khile intezaar intezaar intezaar karo intezaar karo roz hum ne bayaan ye fasana kiya roz hum ne bayaan ye fasana kiya roz tumne naya ik bahana kiya ye bahana magar aakhiri hai sanam aitbaar aitbaar aitbaar karo intezaar
zindagi ittefaq hai zindagi ittefaq hai kal bhi ittefaq thi aaj bhi ittefaq hai zindagi ittefaq hai jaam pakad badha ke haath maan duwaa ghate na raat jaane wafaa teri kasam kehte hai dil ki baat hum gar koi mail ho sake aankhon ka khel ho sake apne ko khushnaseeb jo waqt ko meharbaan maan milten hai dil kabhi kabhi warna hai ajnabee sabhi mere humdum mere meharbaan har khushi ittefaq hai har khushi ittefaq hai kal bhi ittefaq thi aaj bhi ittefaq hai zindagi ittefaq hai husn hai aur shabaab hai zindagi kaamyaab hai bazm yunhi khili rahe apni nazar mili rahe rang yun hi ramaa rahe waqt yunhi thama rahe saaz ki lai pe jhoom le zulf ke fan ko choom le mere kiye se kuchh nahin tere kiye se kuchh nahin mere humdum mere meharbaan ye sabhi ittefaq hai ye sabhi ittefaq hai kal bhi ittefaq thi aaj bhi ittefaq hai zindagi ittefaq hai zindagi ittefaq hai koi to baat kijiye yaaron ka saath dijiye kabhi gairon pe bhi apnon ka gumaan hota hai kabhi apne bhi nazar aate hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tu Husn Hai Main Ishq Hoon Hamraaz (1967) 08:30 13310
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi, Mumtaz
Duration : 08:30   Song Number : 13310   

Tum Sabse Haseen Ho Mohabbat Zindagi Hai (1966) 05:57 32975
 
Poster of Mohabbat Zindagi Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Madhavi
Duration : 05:57   Song Number : 32975   

Tumne Hansi Hi Hansi Mein Kyun Ghar Basake Dekho (1963) 03:44 19158
 
Poster of Ghar Basake Dekho (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Rajshree
Duration : 03:44   Song Number : 19158   

Twinkle Twinkle Little Purab Aur Pachhim (1970) 04:07 13995
 
Poster of Purab Aur Pachhim (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Saira Banu, Manoj Kumar
Duration : 04:07   Song Number : 13995   

Usko Nahin Dekha Humne Daadi Maa (1966) 04:11 13013
 
Poster of Daadi Maa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:11   Song Number : 13013   

Waqt Ki Hera Pheri Hera Pheri (1976) 08:00 19197
 
Poster of Hera Pheri (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Amitabh Bachchan, Dhumal
Duration : 08:00   Song Number : 19197   

Ye Kali Jab Talak Phool Ban Ke Khile Aaye Din Bahar Ke (1966) 05:31 21445
 
Poster of Aaye Din Bahar Ke (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Asha Parekh
Duration : 05:31   Song Number : 21445   

Zindagi Ittefaq Hai Aadmi Aur Insaan (1969) 06:49 21502
 
Poster of Aadmi Aur Insaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Mumtaz, Dharmendra, Firoz Khan
Duration : 06:49   Song Number : 21502   
Karaoke Songs of Mahendra Kapoor, Sad Songs of Mahendra Kapoor, Love Songs of Mahendra Kapoor, Dance Songs of Mahendra Kapoor, Hip-hop songs of Mahendra Kapoor, Best songs of Mahendra Kapoor, Super hit songs of Mahendra Kapoor, hit songs of Mahendra Kapoor, duet songs of Mahendra Kapoor, solo songs of Mahendra Kapoor, old songs of Mahendra Kapoor, famous songs of Mahendra Kapoor, Hindi Karaoke Songs of Mahendra Kapoor, Hindi Sad Songs of Mahendra Kapoor, Hindi Love Songs of Mahendra Kapoor, Hindi Dance Songs of Mahendra Kapoor, Hindi Hip-hop songs of Mahendra Kapoor, best Hindi songs of Mahendra Kapoor, super hit Hindi songs of Mahendra Kapoor, hit Hindi songs of Mahendra Kapoor, duet Hindi songs of Mahendra Kapoor, solo Hindi songs of Mahendra Kapoor, old Hindi songs of Mahendra Kapoor, famous Hindi songs of Mahendra Kapoor, Sing Along Songs of Mahendra Kapoor, Sing Along Sad Songs of Mahendra Kapoor, Sing Along Love Songs of Mahendra Kapoor, Sing Along Dance Songs of Mahendra Kapoor, Sing Along Hip-hop songs of Mahendra Kapoor, Sing Along Best songs of Mahendra Kapoor, Sing Along Super hit songs of Mahendra Kapoor, Sing Along hit songs of Mahendra Kapoor, Sing Along duet songs of Mahendra Kapoor, Sing Along solo songs of Mahendra Kapoor, Sing Along old songs of Mahendra Kapoor, Sing Along famous songs of Mahendra Kapoor